bahut jyada awaz aa rahi thi

bahut jyada awaz aa rahi thi

ek ghar mai pati patni k hasne ki bahut jyada awaz aa rahi thi
sare padosi unki khushhali ka raj janne k liye unk ghar gye.
pati ne padosiyo ko btaya ki bahut assan hai...
hmare yaha meri bivi mujhe belan,chimta phek kr marti hai,
agar mujhe lag jata hai to woh hasti hai nhi to mai hasta hu..