Kitni Saja Hogi || Husband Wife Jokes

Kitni Saja Hogi || Husband Wife Jokes

Santa apni biwi ke sath
ja raha tha . .
raste me use Banta mila
jis ko Police wale ne
pakda hua tha
Santa:" kya hua.. ??
Banta:" maine apni biwi
ko maar daala.
Santa:" kitni saja hogi.
Banta:" 6 hafte.......
Itna sunte hi santa ne
police wale ki gun cheen
kar
apni biwi ko goli maar
di..
Banta:" abe ye kya kiya
tune pahle puri baat to
sun leta,
6 hafte baad mujhe
fansi ho jayegi...