Biwi Ke Gusse Wala Joke
Ek Aadmi friend se bola: Yaar meri biwi bahut gussa karti hai.
Friend: Pehle meri biwi bhi kaafi gussa kiya karti thi par ab bikul nahin karti.
Aadmi: mujhe bhi batao, aisa kya kiya tumne ?
Friend:
Ek din gusse mein thi toh maine keh diya ki,
‘Budhaape mein gussa aa hi jata hai.’
Ek din gusse mein thi toh maine keh diya ki,
‘Budhaape mein gussa aa hi jata hai.’
Bas woh din tha aur aaj ka din hai,
tez Awaaz mein bhi baat nahi karti!
tez Awaaz mein bhi baat nahi karti!
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment