Prasang sahit vyakhya karo – Bhige Honth Tere

Prasang sahit vyakhya karo – Bhige Honth Tere

No comments
Teacher: Prasang sahit vyakhya karo –
“Bhige Hoth Tere, Pyasa Dil Ye Mera”

Student:
Ye line bollywod ke prasidh kavi Sant Shri Emraan Hashmi ji ki rachna ‘Murder’ ki prasidh kavita “Bhige Hoth Tere” se li gayi hai.
Is kavita me kavi jab bhi Devi Mallika ko nirvastra nachte hue dekhtey hai to unka sabr toot jaata hai aur wo kehte hai “Hey Devi jis tarha tumharey hotho ke andar ka jal tumhari pyas bhuja raha hai, ussi tarha main bhi ussi jal se apni pyaas bhujana chahta hun”, in lines se humko kavi ke kamine evam ashlil hone ka ehsas hota hai.
Kavi ke bhav saral evam spasht roop se tharkii hain…
Unhone bahut kathor bhavo ko badi saralta se apni rachna me dikhaya hai.=))

No comments :

Post a Comment