Sindhi Aur Yogi Maharaj

Sindhi Aur Yogi Maharaj

No comments
Ek baar ek Sindhi ne ek Yogi Maharaj ko Pranam kiya
Yogi ne Ashirwad diya,

Jaao bachcha, Tumhe swarg milega!
Kuchh Dakshina dete jaao…

Sindhi ne Kaha:
Jaao main yeh Mumbai Dakshina mein deta hoon…
Yogi ne kaha: Yeh mumbai kya tumhare baap ki hai?

Sindhi ne kaha:
To kya swarg tumhare Baap ka hai?
Paagalo wali baat karta hai,
Hum Duniya ko topi pehna rahe hain,
Aur tu Sindhi ko! ๐Ÿ˜€

No comments :

Post a Comment