Fake ID banayi hain

Fake ID banayi hain

No comments
Kid:- Dad me aaj aapko ek baat batana chahta hun…..
.
Dad:- Bolo.
.
Kid:- Dad maine Facebook pe ladkiyon ke naam se 5 Fake ID banayi hain….
.
.
Dad:- Nalayak aur kuch kaam nahi hai tere pas… lekin tu ye mujhe kyu bata raha hai….?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kid:- Dad aap jis Pinky Sharma ko ek mahine se patane ki try kar rahe ho wo meri hi fake id hai….

No comments :

Post a Comment