Saale tu kya sochta hai

Saale tu kya sochta hai

No comments
1 Topi bechne wala ped k niche
araam kar raha tha..
.
.
Kuch Bandar uski topiya uthakar le
gaye..
.
.
Topiwale ko apne Dada ki sunai
kahani yaad aayi..
Or usne apni 1 topi utha k fek di..
1 Bandar aaya,
Usne topi ko uthaya or 1 THAPPAD maar k bola:”
Saale tu kya sochta hai Hamara Dada hame kahani nhi suna k gaya”

No comments :

Post a Comment