Santa and Banta Were Playing Chess

Santa and Banta Were Playing Chess

No comments
Santa and Banta were playing chess (joke doesn’t end here)
.
.
.
Santa: Chal yaar bas karte hain, pakk raha hai.
Banta: Haan yaar, waise bhi tera sirf haathi bacha hai aur mera sirf ghoda.
.
.
.
The joke doesn’t end here either.
.
.
.
Phir waha Vishwanath Anand aata hai.
Anand: Chalo Santa-Banta, chess khelte hai.
Santa-Banta: Nahi, aap to hume easily haraa doge.
Anand: Chalo yaar. Tum dono aur main akela.
Santa-Banta: Phir bhi hum haar jayenge.
Anand: Okay, main left hand se kheloonga.
Santa-Banta: Haan. Phir thik hai.
.
.
.
The joke still doesn’t end here.
.
.
.
Dono obviously haar jate hai aur Vishwanath Anand chala jata hai.
Santa: Badi sharmanaak baat hai, yaar. Left hand se bhi hara diya usne.
Banta: Abe bewkoof bana gaya woh hume.
Santa: Kaise?
Banta: Saala lefty hi hoga.
.
.
.
Joke ENDS here. :P

No comments :

Post a Comment