Santa: Nahi pakk gaya

Santa: Nahi pakk gaya

No comments
Santa Banta ne Hindi ka home work nahi kiya tha. 

Hindi teacher ne unko ped par ulta latakne ki saza di. 

Thodi der latakne ke baad Santa neeche gir gaya. 

Hindi Teacher: Thak gaye kya? 

Santa: Nahi pakk gaya !

No comments :

Post a Comment